Nani ki kahaniyan

By: Richa Mohan
  • Summary

  • Hum mein se kitne log hain jinke bachpan ko unki Nani ki kahaniyo ne aur sundar ker dia. Per meri nani aur meri maa dono kahaniya likhte the. Meri Nani na sirf apne aas paas ke samaaj ko dekhti thi, uspe apna nazariya bhi deti thi - apne samay se bahut aage thi wo. Aaj itne saalo ke baad, main apni Nani ki woh kahaniya aap logo ke samne layi hoon. To chaliyen mere saath, ek nayi purani duniya mein...
    Richa Mohan
    Show More Show Less
activate_Holiday_promo_in_buybox_DT_T2
Episodes
  • Shuruat
    Feb 6 2024

    Hum mein se kitne log hain jinke bachpan ko unki nani ki kahaniyo ne aur sundar kar dia. Par meri nani aur meri maa dono kahaniya likhti thi. Aur aaj itne saalon baad, main apni nani ki kahaniya aap logo ke saath sunana chati hoon.

    Mere pariwar ke aur bhi logon ki awaz aap sunenge, jo lekhika aur unki kriti dono mein chaar chand laga denge.


    Naniji yeh apke liye - finally maine hindi padh hi li :)


    Show More Show Less
    1 min

What listeners say about Nani ki kahaniyan

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.