Showing results by narrator "Nitin Sharma" in All Categories
-
-
Crime Stories by Delhi Press, Season 10
- By: Delhi Press
- Narrated by: Nitin Sharma
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Audible prastut karta hai Crime Stories by Delhi Press ka sankalan. Akhbaar ki surkhiyon mein kayi apraadh ke qisse dil dehla dete hain. Aakhir sach kya hai, koi hadsa kaise hua, uske peechhe kiska haath tha, apraadhi bach kar kaise nikla? Ek ghatna ke peechhe kayi raaz hote hain, chhupi huyi kahaniyan hoti hain aur gupt kadiyan hoti hain. Har kirdaar ki alag maansikta hoti hai, jise samajhne ke liye unki duniya mein jaana padta hai. Hatya, balatkaar, chori, dhokhe ki kahaniyan samaaj ke ek aise pehlu par roshni daalti hain jise samajhna mushkil aur dilchasp bhi. Sansanikhez khabaron ke peechhe romanchak kahaniyan hain jo suljhaana kathin hai. Satya ki talaash mein tehkikaat karte kirdaar aapke saamne kayi sawaal layenge. Yeh kahaniyan aapko apraadh ke uss mod tak le jayengi jahan rahasya ke saath uljhan aur halchal bhi hai. Kya aap sach ki iss khoj mein shaamil hona chaahenge?
Failed to add items
Sorry, we are unable to add the item because your shopping cart is already at capacity.Add to basket failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterRemove from wishlist failed.
Please try again laterAdding to library failed
Please try againFollow podcast failed
Unfollow podcast failed
-
-
-
The Black Hunter
- By: Saurabh Kudesia, Hind Yugm
- Narrated by: Sundip Ved, Shailendra Pandey, Kumud Soney, and others
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Audible prastut karta hai The Black Hunter, ek Audible Original, in association with Hind Yugm. Lekhak Saurabh Kudesia ke shadb. Kidnapping ke baad hosh udaati ajeeb halaat main laute logon ke band dimaag kholne ke liye Central Crime Investigation (CCI) director Shridhar ne apne puraane dost aur CCI department ke purv criminologist Dr. Vedi ki madad li. Apahriton ke band dimaag ki parton main chhupe dharm, adhyaatm, manovigyaan ke hairat-angej, vichitr aur aprakat mayajaal ko suljhaane ke liye Dr. Vedi ko uss vichitr ‘Nark’ ko todna tha jise iss khel ke Mastermind ne jivon ke karmon ka nyay karne ke liye rachaa thaa. Disclaimer- Ye show vyasyak shrotaayon ke liye banayi gayi hai. Yeh karyakram poori tarah kaalpanik hai aur vaastavik vyakityon, vyavsaayon, sthaanon ya ghatnaayon ke saath koi bhi samaanta maatr sanyog hai. Iss series ka uddyeshya kisi vyakti, sansthan, jaati, samudaay, nasl ya dharm ko thes pahunchaana ya badnaam karna ya kisi sansthan ya jeevit ya mrit vyakti ko badnaam karna nahin hai
Failed to add items
Sorry, we are unable to add the item because your shopping cart is already at capacity.Add to basket failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterRemove from wishlist failed.
Please try again laterAdding to library failed
Please try againFollow podcast failed
Unfollow podcast failed
-